***Apni Islah Ka Fuqdaan To Dekho Pehle,
Phir Kisi Aur Ko Tum Sahib-e-Emaan Karna,
Nasl-e-Kuffar Ko Islam Pe Lana Choro,
Tum Pe Bhari Hai Musalman Ko Musalman Karna….![]()
by Jamshed***

Re: Tum Pe Bhari Hai Musalman Ko Musalman Karna
Maira aik dost har waqt mujh par tanqeed karta tha aur tou main nay uss ko yah email key aur cc main baqi dostoon ko rakha tou woh aaj tuk naraz hay mujh say ![]()
Kaisi Bakhshish Ka Ye Samaan Hua Phirta Hai
Shehar Sara Hi Pareshan Hua Phirta Hai
Shab Ko Shaitan Bhi Mange Hai Panahen Jis Se
Subha Ko Wo Sahib e Emaan Hua Phirta Hai
Re: Tum Pe Bhari Hai Musalman Ko Musalman Karna
ye Jamshed kon hai?

Poet aur koun hain yah Jamshaid ul hassan
yah sher inn ko buhat famous hay
Re: Tum Pe Bhari Hai Musalman Ko Musalman Karna
aap ne us bechare ko Shaitan bana deya, naraaz na hota to kya bangra dalta aap k saat.. ![]()
Re: Tum Pe Bhari Hai Musalman Ko Musalman Karna
yes true.. per maze ke baat ye ha ka mujko aaj he aik dost ne send keya dedicated to me, kyu k mera naam b Jamshed ha..![]()
Re: Tum Pe Bhari Hai Musalman Ko Musalman Karna
Shukar hay yah naheen kah dia kah mein nay he yah posta hay ![]()
Re: Tum Pe Bhari Hai Musalman Ko Musalman Karna
yaar uss ka kaam hay har waqt naseehat karna, mazaq main bhi koi baat kar do tou , gunah millay ga yah nah karo woh nah karo aur khud jo chahay karay ![]()
Re: Tum Pe Bhari Hai Musalman Ko Musalman Karna
ma aur poyet!!!
.. kyu poyets k haatho maar perwane ha…
aur saab se pehle alye Johns he aajaye ga outke maarne k leya..
Re: Tum Pe Bhari Hai Musalman Ko Musalman Karna
yani vo hazrat muft ke mufti bane pherte han…![]()
Re: Tum Pe Bhari Hai Musalman Ko Musalman Karna
hoon gaiay u kay office main bhi aisay .. Club ka kaho to fatwa, chahay golf club ka kaha ho ![]()
Re: Tum Pe Bhari Hai Musalman Ko Musalman Karna
ye app ney kudh ki islah ke liye lihki hai hai naa !!! :p
Re: Tum Pe Bhari Hai Musalman Ko Musalman Karna
haa, ho he na jaye kahe Islah..![]()
Re: Tum Pe Bhari Hai Musalman Ko Musalman Karna
ye Jamshed kon hai?
Nasir Jamshed - Cricket wala. :D
Re: Tum Pe Bhari Hai Musalman Ko Musalman Karna
khud ko ker buland itna ke khuda tujh se pochey teri raza kya hai ![]()
Re: Tum Pe Bhari Hai Musalman Ko Musalman Karna
http://www.paklinks.com/gs/intikhaab/630109-ek-barood-ki-jacket-aur-naara-e-takbeer.html
Re: Tum Pe Bhari Hai Musalman Ko Musalman Karna
Khudee koh ker itna bulund kay phaar pey chur ja
Khuda banday say khud poochey “banday da puttra utrein ga kiween”
Re: Tum Pe Bhari Hai Musalman Ko Musalman Karna
shair ulta sidha Parh dia vo b Iqbal ka. shair Is tarha ha : Khudi ko Kar Buland itna K har Taqder say Pahlay, Khudaa Banday say khud Pochay, bata Tari Raza Kya ha
Re: Tum Pe Bhari Hai Musalman Ko Musalman Karna
and your point is…![]()