Tum Ne Rasman Mujhe

Tum Ne Rasman Mujhe Salam Kia
Log Kya Kya Gumaan Kar Bethy…

Re: Tum Ne Rasman Mujhe

youn bhi hum door door rehtay thay
youn bhi seenon mein ek kadoorat thi
tum nay rasman bhula dia warna
is takalluf ki kya zaroorat thi

Re: Tum Ne Rasman Mujhe

dil ki bat kh di apne....

bht khoob

Re: Tum Ne Rasman Mujhe

dil ki baat zuban per aahe jati hai

Re: Tum Ne Rasman Mujhe

Or dil k armaan ...aanso'un me beh jatay hn...