**
Tum ne iqraar maanga hay
Tou suno
Dil kay suchey jazbey
Izhaar kay muhtaaj nahiN hotey
Ye woh juzbey haiN jo jugnoo ban ker
AankhooN maiN chamaktey haiN
HoontooN kay garam goshoN maiN reh ker
Dil maiN bastey haiN
Tum mujh maiN iss tarah samaaye hovey ho
Keh jaisey
TaarooN maiN chamak, titlee maiN rung
Mera rishta atoot hay
Jism-o-jaaN ka hay
Jo juRa rahey tou zindigi
Aur toot jaaye tou mout
[QUOTE] Originally posted by ** Vivacious **: *
*
Tum ne iqraar maanga hay
Tou suno
Dil kay suchey jazbey
Izhaar kay muhtaaj nahiN hotey
Ye woh juzbey haiN jo jugnoo ban ker
AankhooN maiN chamaktey haiN
HoontooN kay garam goshoN maiN reh ker
Dil maiN bastey haiN
Tum mujh maiN iss tarah samaaye hovey ho
Keh jaisey
TaarooN maiN chamak, titlee maiN rung
Mera rishta atoot hay
Jism-o-jaaN ka hay
Jo juRa rahey tou zindigi
Aur toot jaaye tou mout
[QUOTE] Originally posted by ** Vivacious **: *
*
Tum ne iqraar maanga hay
Tou suno
Dil kay suchey jazbey
Izhaar kay muhtaaj nahiN hotey
Ye woh juzbey haiN jo jugnoo ban ker
AankhooN maiN chamaktey haiN
HoontooN kay garam goshoN maiN reh ker
Dil maiN bastey haiN
Tum mujh maiN iss tarah samaaye hovey ho
Keh jaisey
TaarooN maiN chamak, titlee maiN rung
Mera rishta atoot hay
Jism-o-jaaN ka hay
Jo juRa rahey tou zindigi
Aur toot jaaye tou mout
**
[/QUOTE]
Janab Yeh kisne Iqraar maang liya. I think he did the right thing to ask for iqraar because:
woh kehtay phirtay haiN ke woh marta hai muj par
shaid soorat be nah dekhi ho "Qamar" ki
Isliyeh woh janab se iqraar ka keh rahe haiN kehiN aisa no ke aap dagha likhti rahaiN aur woh duaa partay rahIn to janab mofft mashwara yeh hai ke Iqraar kijiyah ya inkaar kijiyah par zara jaldi kijiyeh kiyounke becharey ki jaan atki hui hai.
Kahi apke ke iqraar ke intezaar maiN un ki ghtaa jaisee kali zulfoon main chandi na aajay.
Sarkar aapka to kuch nahiN jayega aap to haiN he saudai lekin kuch un ka khiyal kijiyeh.........................
Saqi_the_angel- aap ko shayed bohat hi khayal hay uss shakhs ka, jiss ne iqraar maanga hay.. :p aap k muft mashwerey ka shukeriya.. mein uss ko pehlay hi jawab dey chuki hoon..
[QUOTE] Originally posted by ** Vivacious *: *
**Saqi_the_angel- aap ko shayed bohat hi khayal hay uss shakhs ka, jiss ne iqraar maanga hay.. :p aap k muft mashwerey ka shukeriya.. mein uss ko pehlay hi jawab dey chuki hoon..