Tum nay keh diya jaana
kisqadar asaani say
chand roz mehfil main main nazar naa aoon to
yeah khayal kar lena
waqt nay mujhay tum say door kar diya hoga
qisqadar asaani say
kund dhaar yeah nishtar dil kay paar kar daalay
per mujhay yaqeen hey keh
mohabatoon kay rishton main
lafzon kee haqiqat kuch nahi hoti
jo dilon main bastay hon
door woh nahi hotay
waqt gar hamain un say door kar bhi daalay to
dil unhain nahi khota…*
piyar kam nahi hota…*
*
very nice
Re: Tum nay keh Diya Jaana kisqadar Asaani say
Its beautiful and well worded :k:
Awesome and touchy …:k:
wah beautiful
Beauty:k:
anchal ji tusi great hoo:hehe:
Thanks Amir,amarbail,nazam,perfectionist &manan :~)
:~) voh tu main hon hi ![]()