AQ
1
This is now a Jawaab-e-Shikwah to THIS](http://www.paklinks.com/gs/showthread.php?t=177976) at the end of Banglore test on March 28th 2005.
------
Tum nay JeetaY huvay khilaaRi ko kabhi dekhaa hai?
Qoum kay dil ko hi aik hi game maiN jeetaa huvaa khilaaRi
**Woh ik match jiss kay ba’ad diloN maiN runj naa rahai **
Medaan maiN khel kay woh phoolaa phiraY
kay haarnaa bhee chaahaY tau haar naa sakai
Jiss kaa catch har zubaaN par aam ho jaaye {Younis taking Dravid}
Jiss ki Gugli har baar kaam dikhaa jaaye {Kaneria}
Jo apni ball khail ke medaan maiN Oonchi rakhay {Sami}
Khud apni ball saY wickets kaY ANbaar lagaa jaaYe
Shoq-e-tamashaa hai tau kissi roz Pakistan aao
Tum nay Pakistani khilaaRi ko naheeN dekhaa agar?
Tum nay JeetaY huvaY khilaaRi ko naheeN dekhaa agar?
–Anwaar
Re: Tum nay JeetaY huvay khilaaRi ko kabhi dekhaa hai?
Nice one Again 
BUT In Cricket WalooN ne… Itna Jalawaya hay ke Ab Dekhnay ko Dil hi naheeN karta.. 
BTW… AFRIDI ka ZIkar naheeN kia … He deserver a Shair As well 
AQ
3
Re: Tum nay JeetaY huvay khilaaRi ko kabhi dekhaa hai?
Afridi par dau ghazlaY yaa Seh ghazlaY kaa intezaar kijiye 
Re: Tum nay JeetaY huvay khilaaRi ko kabhi dekhaa hai?
OKie… 
AQ
5
Re: Tum nay JeetaY huvay khilaaRi ko kabhi dekhaa hai?
ullu ki tarah deedaY nachaa rahai ho. CHaY ma’ani Darad?
Re: Tum nay JeetaY huvay khilaaRi ko kabhi dekhaa hai?
Coz.. ULLO is my Most Fav Parinda … :love: And I like all The THINGS like ULLO…
I like you too 
Dilsay
7
Re: Tum nay JeetaY huvay khilaaRi ko kabhi dekhaa hai?
Acha tu yahan ya behi hota hai