Tum nay bhi ....

Tum nay bhi thukra diya duniyaN say bhi door huway
Apni ana kay saray rishtay chakna choor huway
Hum nay jin per ghazlaiN sochiN inko chaha logooN nay
Hum kitnay badnam huway wo kitnay mashoor huway
Turkay wafa ki sari qasmaiN unko daik kay toot gaiN
Un na naaz salamat thehra hum bhi zara majboor huway
Ik gaRi tehra kay poocha us nay ehwal magar
baqi omer na moor kay dekha hum aisay magroor huway
Ab in ki bazam maiN janay ka agar Muhsin azan milay
Zaham hi un ki nazar karaiN gay ashak to namanzoor huway

Very Good...
BOhat achi hai, Masha Allah you have improved a lot. Keep it up. :)

bhuhat ache:k: keep sharing janab:)aur aap ko Ramdan Mubarik hoo:p

Thank you..

It says,
Ab in ki bazam maiN janay ka agar Muhsin azan milay

MaiN nay nahiN liki:p

or meri shairi improve honay say rahi:hehe:

Shukriya…
Shairi karti rahooN? hmmmmm

& Khair Mubarak..:slight_smile:

Azan milay nahee Izn milay means Ijazat milay. :slight_smile:

Hum nay jin per ghazlaiN sochiN inko chaha logooN nay
Hum kitnay badnam huway wo kitnay mashoor huway

bahut kamaal ki likhi hai janab ;)

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *

Azan milay nahee Izn milay means Ijazat milay. :)
[/QUOTE]

Ab dihan say paRi na :p
Chalo paRi to :D

[QUOTE]
*Originally posted by SuraJ: *
Hum nay jin per ghazlaiN sochiN inko chaha logooN nay
Hum kitnay badnam huway wo kitnay mashoor huway

bahut kamaal ki likhi hai janab ;)
[/QUOTE]

Thank you very much magar maiN nay nahiN likhi na :(
Galbun Muhsin Sahib nay liki un ko dua daiN:p

You know bohat kum poems paRhta na :hehe:

Yeah Sure!

Next time reply when u read a poem:p

:hehe:

now let’s see ur reply:-P

nice:k:

Thanks.

Re: Tum nay bhi …

:k:

Re: Re: Tum nay bhi …

:slight_smile: