Tum nahin ho yahan per
Tera ehsas magar hai
Dil kee dewarein sonee
Kya tujhe iss kee khabar hai
koi aahat hotee hai
yun lagay tum ayee ho
Bhool ker saree batein
Saree khushiyan liye ho
Jub mera tota bharam
Teri perchaiyen thee ghum
Reh gayee hai tanhayee
Yaad sau baar kiya hai
Tum nahin ayee
Mein nay toh piyar kiya hai
tum nay kee bewafai
Re: Tum nahin ho yahan per
:no: bewafaye nai keee
Re: Tum nahin ho yahan per
**Reh gayee hai tanhayee
Yaad sau baar kiya hai
Tum nahin ayee
Mein nay toh piyar kiya hai
tum nay kee bewafai
:k:**
Re: Tum nahin ho yahan per
Hur jaane wala bewafa nahi hota :no:
Re: Tum nahin ho yahan per
True.
Re: Tum nahin ho yahan per
Finally someone agrees with me
.
Re: Tum nahin ho yahan per
Kabhi kabhi chotey chotey bachon koh bhi khush ker dena chahiye. ![]()
Re: Tum nahin ho yahan per
Mai baar baar ye jumla yaad dilati rahongi :@:
Re: Tum nahin ho yahan per
:hinna:
Re: Tum nahin ho yahan per
Itniiiiiii sad shakal kyo.?![]()
Re: Tum nahin ho yahan per
Lagta hia aaj soota nahin mila.
Re: Tum nahin ho yahan per
Inka sutta beywafa nikla ![]()
Re: Tum nahin ho yahan per
:rotato:
Re: Tum nahin ho yahan per
Soota newafa nahin nikla khokay waley koh denay kay liye paisa nahin hain.
Re: Tum nahin ho yahan per
khoka ?![]()
Re: Tum nahin ho yahan per
zabardast :k:
dua karen vo mere hath na lage:D
Re: Tum nahin ho yahan per
Tum nahin ho yahan per
Tera ehsas magar hai
Dil kee dewarein sonee
Kya tujhe iss kee khabar hai
koi aahat hotee hai
yun lagay tum ayee ho
Bhool ker saree batein
Saree khushiyan liye ho
Jub mera tota bharam
Teri perchaiyen thee ghum
Reh gayee hai tanhayee
Yaad sau baar kiya hai
Tum nahin ayee
Mein nay toh piyar kiya hai
tum nay kee bewafai
Sara Jag Bewafa
Koi Kisay Da Vi Nahi
:k:
Re: Tum nahin ho yahan per
Bohat Khoob Ehsan Bhai..:k: