Tum mujhay yaad toh nahi aaty

Tum mujhay yaad toh nahi aaty
Haan mujhay yaad to nahi aaty
Haan magar jab bhi saan laita hoon
Saansoon main roz tum bikharty ho
Roh main roz tum utarty ho
Tum mujhay yaad to nahi aaty

Jab kari dopahar main sooraj ka
Aks meray badan pay parta hay
Saaya ban sath saath chalty ho
Tum mujhay yaad to nahi aaty

Raat ki zulf jab bikharti hay
Sapna ban meri sooni aankhoon ki
Roshni bhi banty ho
Har ghari meray saath rahty ho
Tu tumhain kaisay yaad kar loon main
Bhool jaoon to yaad kar loon ga
Tum mujhay yaad to nahi aaty
Haan mujhay yaad to nahi aaty

great:k:

wow..very niceeee :k:

Re: Tum mujhay yaad toh nahi aaty

[Har ghari meray saath rahty ho
Tu tumhain kaisay yaad kar loon main
Bhool jaoon to yaad kar loon ga
Tum mujhay yaad to nahi aaty
Haan mujhay yaad to nahi aaty
[/QUOTE]

tum mujhey tab tab yaad aatee ho jab jab main saans laita hooN.

      diya usko bohat yaad na kariaN.
      zindgi mushkil ho jay gee.

Re: Re: Tum mujhay yaad toh nahi aaty

[QUOTE]
*Originally posted by cuteAmir: *
[Har ghari meray saath rahty ho
Tu tumhain kaisay yaad kar loon main
Bhool jaoon to yaad kar loon ga
Tum mujhay yaad to nahi aaty
Haan mujhay yaad to nahi aaty
[/QUOTE]

tum mujhey tab tab yaad aatee ho jab jab main saans laita hooN.

      diya usko bohat yaad na kariaN.
      zindgi mushkil ho jay gee. 

[/QUOTE]

bus..kia karay!
bhool janay ki parwa nahi hay
kay bhool kay bi na bhool payay gay hum

Tum mujhay yaad toh nahi aaty

humm waqii

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Tum mujhay yaad toh nahi aaty

humm waqii
[/QUOTE]

haaa waqay

** Tum mujhe yaad nahee aatay**…:k: