ek dafa ek bacha apni ammi ko tang kar raha tha ke batain main kaisay paida howa ?
uski maa pehley tu taalti rahi phiir boli
Main ke ek bartan main mitti our pani bhar ke zameen main daba diya, ek mahina baad detha tu tum usmay se nikal aye ![]()
bachey ne aisa hi kya our jab ek month ke baad us ne bartan nikala tu us mian se maindak (frog ) nikla
bacha bola : Dil tu karta hai ke tumhain goli maar doon ! lekin kia karoon tum meri Oulaad ho ![]()