apnay milnay ki talab hadd sey barhaatay kyun ho
deep jo bujh gaye woh aakay jalatay kyun ho
apnay honay ka bhi ahsaas dilatay kyun ho
tum meray khaub main aatay kyun ho?
kaisay bhoolon jo lanhaat hum nay basar kiyah
aur manzil ki talab main jo safar hum nay kiyah
meray honton ki hansi mujh sey churatay kyun ho
tum meray khuabon main aatay kyun ho?
dil yeh kahta hai kah yeh silsila tootay mujh sey
tou jo rootha hai teri yaad bhi roothay mujh sey
meri tanhai ko tum dost banatay kyun ho?
tum meray khuabon main aatay kyun ho?
[QUOTE]
*Originally posted by Dania_2000: *

[/QUOTE]
Another master piece... thanks for sharing....
each and every word is well said