Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
Sidz practice k lie khan sab theek nai gussa kar jain gay na pata nai nakhray uthatay bhi hain kay nai
chorho uthy sithy batoo ko, aaoo challey Garden main donoo mil ker romantic gaana gaye gay:D
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
Sidz practice k lie khan sab theek nai gussa kar jain gay na pata nai nakhray uthatay bhi hain kay nai
chorho uthy sithy batoo ko, aaoo challey Garden main donoo mil ker romantic gaana gaye gay:D
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
^ Bhaabhi aa rahi hain saamnay say :D
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
Yeh nakhray hain ya **BAALTI’Yaan **![]()
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
Cahlo ab aajao aamnay saamnay ![]()
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
Gardan main police ko nikha nama dikhana parta hay warna ghomnay ki ijazat nai ,,, nai nai jail main machar hotay hain main nai jaati g
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
Baalti tu aik hi hay ![]()
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
PK OR SIDZ
AA gaye maidaan main Ho jamalo
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
Police waloo ko quid-e-azam wala nikha namaa dekha dey gay
phir dono mil ker jholey khaye gaye, main jholey per betho ga tum dekha dena hena
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
expereinced :D
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
AA gaye maidaan main Ho jamalo
Tum bhi saath do na ;)
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
AA gaye maidaan main Ho jamalo
Ohey ho jamaloo, tum sindhi hoo
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
Na gi na khalish kashmeeran hon
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
PK
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
to kashmir main bhi ho jamaloo hota hain
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
Sidz : kia chai meley gi
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
Nai wese hi bola hay yaar,,, tum nay pakistani police main kaam tu nai kia
baal ki khaal nikaling
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
oye bachoo main jaati hon ab phr milain gay
abi thora kaam hay na tu TATA,,, MAZA AYA AAJ
TATA BAALTI
TATA SIDZ
OR MUJHAY KHUD KO BHI TATA CHITTEE
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
![]()
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
baal ki khaal nikaling
nahi assal main main sumjha key tum karachi sey hoo, agar assa hota to kittna acha hota, donoo mil ker lalokheyt ja ker pathraoo kertey bussoo per
tire jalatey phir humarey pichey police waley bhagtey aur hum kissi sunsan si jagha per chup jatey donoo akeley kitna mazaa aata heyna