Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
humm tum bhi in ki dasi hoi ho??? :D
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
humm tum bhi in ki dasi hoi ho??? :D
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
![]()
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
Bhai hay Naai tu nai kay daig pakani jaanta ho ga :)
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
Hum kiya tumhain saanp (snake) nazar aatay hain :smilstar:
**
Baltooo**…yaar kitni martaba bataon aaj mainay naheen pi ..aaj jumma hay saaray store band hain ![]()
Sidzzz…humaray aur bhi kaam hain magar batanay walay naheen ![]()
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
dekh lena mere peeche bhi par jain geh dono
balke pk neh dialogue maarne ki koshihs ki hai :p
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
Har waqt ka hasna tujhay barbaat na kar day
Tanhaai kay lamhon main kabhi ro bhi lia kar
Aadaab arz hay
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
Tumhain kaisay pata laga kah** BALTI wala Naii **( hair dresser ) hay..![]()
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
Aadaab arz hay
:( hum tanhaai keh lamhoon mai akele ro lete hai
mehfil mai apne aansuon koh mana ker chuke hain
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
![]()
nah batana
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
Hum saamnay say waar karnay walay hain** phoolan devi** kabhi peechay say waar naheen kartay :p
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
HAW
PK kay bachay main kham kha hi khush ho rai thi ![]()
lo ji ye PK tu poondi baaz nikla hey way lokooo main lut gai main barbaad ho, nai nai g baalti tu hay na:D
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
peeche seh koshish bhi ki toh mujh seh koi burra nehi ![]()
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
balti bhi koi kam nehi ![]()
itni khush nah hoin
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
Tu phr kis say khailon poondi poondi
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
in dono seh khel lein jab tak koi acha larka nah nazar aa jai :D
yeh practice keh liye theek ahin :p
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
^ Main Hoon Na ![]()
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
Mairi tou abhji shaadi naheen hovee yeh bachchay kahan say aa gaeyy ..main tou abhi tak zero meter hoon ![]()
Yeh batao tumhain phoolan devi urf sidz angel nay tou naheen lootta ![]()
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
ye kis kissum key mushwarey do rahi hoo tum ![]()
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
nai g muj ko kisi nay nai kuch kaha,,,,
Sidz practice k lie khan sab theek nai gussa kar jain gay na pata nai nakhray uthatay bhi hain kay nai
Re: Tum logo ko or koi kaam nai hay?
wo aa gaye ajiiii aa gaye wo aaa gayee
darkhton kay gird jhoom jhoom kay gana gaing