Ek Din Aisa Bhi Hona Hay
Jab Mujh Ko Bhoolna Chaho gay
To Yaad Meri Duhrao gay
Tum Laakh Bulana Chaho gay
Par Mujh Ko Bhool Na Paoo gay
Ek Din Aisa Bhi Hona Hay
Jab Ayenay Main Dhaiko gay
To Akks Maira Hi Paoo gay
Tum Raah Hamare Dhaiko gay
Par Hum Ko Dhoond Na Paoo gay
Ek Din Aisa Bhi Hona Hay
Jab Bhare Bhare Si Mehfil Main
Tum Khud Ko Tanha Paoo gay
Logo Main, Har Ek Chahray Main
Tum Mujh Ko Dhoondna Chahoo gay
Par Mujh Ko Dhoond Na Paoogay
Tum Yaad Rakho Haan..Yaad Rakho
Ek Din Aisa Bhi Hona Hay…"
Re: Tum Laakh Bulana Chaho gay
wah… kamaal kar diyaa aap nain…
bohat hi achaa
especially liked this part…
Ek Din Aisa Bhi Hona Hay
Jab Bhare Bhare Si Mehfil Main
Tum Khud Ko Tanha Paoo gay
Logo Main, Har Ek Chahray Main
Tum Mujh Ko Dhoondna Chahoo gay
Par Mujh Ko Dhoond Na Paoogay
kaya rawaangi hai :k:
Re: Tum Laakh Bulana Chaho gay
touching
Re: Tum Laakh Bulana Chaho gay
v.
nice poem.
adding here if you do not mind.
Aik din aisa bhee ayeye ga,
jeb meiree yaad meye, jepeth ker wapas ao geye,
zara deir baad, aur deir baad...
aur phir, meiree palkoon perr saloon seyee simteye pani ko
tum apneye seeneye per girao geye
tum mujh ko bhula na pao geye
tum mujh ko bhula na pao geye
- dushwari
Re: Tum Laakh Bulana Chaho gay
thanx
Re: Tum Laakh Bulana Chaho gay
If it’s not your own piece, it should go to Intikhaab. By the way, welcome to GS ![]()
![]()
Re: Tum Laakh Bulana Chaho gay
thanx.from now i know that i should post in intikhaab :)
Re: Tum Laakh Bulana Chaho gay
wait a minute…
are you saying this is not ur own poetry ![]()
Re: Tum Laakh Bulana Chaho gay
ya this iz not mine yr haeyyyy kash hum hi kuch likh saktay ![]()
Re: Tum Laakh Bulana Chaho gay
^
meri daad wapis karo phir ![]()
Re: Tum Laakh Bulana Chaho gay
CHACHA G naraaz kyun ho rahay hean aap ki kisi intikhaab ki hum tareef kar dean gey hisaab barabar :)
Re: Tum Laakh Bulana Chaho gay
*nice *