http://i52.tinypic.com/vgsh02.jpg
*Tum kyon bane thay dil ka sahaara jawaab do
Ab kya huwa pyar tumhaara … Jawaab do
Kis ko thaa naaz apni adaaoun per har ghari
Kis ne kia wafa se kinaara jawaab do
Hum tau seh na sakenge judai ka gham
Yeh qaul thaa mera ke tumhaara jawaab do
Ek taraf zindagi ek taraf maut hai
Ab kis taraf karoge ishaara jawaab do …*