Tum ko Maloom

Tum ko Maloom bhee shaid yeh kabhee ho ka na ho

meri raatain teri yaadoan say saji rahteein hain
teri yaadain meri soachoan main basi rahteein hain

meri aankhooan main taira supna saja rahta hay
mairay dil main taira aqs basa rahata hay

haan, isi tarah mairay dil kay buhat paas ho tum
jis tarah paas hi shah-e-rug kay khuda rahta hay

tum ko maloom bhee shaid yeh kabhee ho ka na ho

KAY TUM MAIRA SUB KUCH HO.

Nice,Thanks for sharing TD:)

thanx

bhut achay:k:

thnakx