Tum ko maloom bhi sahyed ye kabhi ho kay na ho
Meri raataiN teri yadooN sey saji rehti hain
Teri yaadaiN meri soochoon main basi rehti hain
Meri aankhooN main tera supna saja rehta hai
Meray dil main tera aks basa rehta hai
Is tarah meray dil kay bohat paas ho tum
Jis tarah paas hi sheh-rug kay khuda rehta hai
Tum ko maloom bhi shayed ye kabhi ho kay na ho
*Kay tum hi mera sub kuch ho.. *
Beautiful........
so true :k:
Lajwaab :k::k::k:
goodie
^ Thanxxxxxxxxxxxxx :)
zabardust:k::k:
Re: Tum ko maloom bhi sahyed ye kabhi ho kay na ho..
[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *
Tum ko maloom bhi sahyed ye kabhi ho kay na ho
Meri raataiN teri yadooN sey saji rehti hain
Teri yaadaiN meri soochoon main basi rehti hain
Meri aankhooN main tera supna saja rehta hai
Meray dil main tera aks basa rehta hai
Is tarah meray dil kay bohat paas ho tum
Jis tarah paas hi sheh-rug kay khuda rehta hai
Tum ko maloom bhi shayed ye kabhi ho kay na ho
*Kay tum hi mera sub kuch ho.. *
[/QUOTE]
Allah aisay nakhuda ko salamat rakhay
on a 2nd thought hum nay manna kia tha kisi ko batana nahi ![]()
buhat khoob :k:
Nice one :) thanks 4 sharing
zabardast pasand aayi:)
wah ji wah:k: