~~ Tum Kia Jaano ~~
Tum Kiya Jaano Main Khuda Say Kiya Maangta Hon ?
Tumhari Salam-ti Ki Hameesha Duaa Mangta Hon
Agar Anjaanay Main Ho Jaaye Koi Tumse khata
Tu Do Mujhay Uski Saza Ye Maangta Hon
Agar Lag Jaaye Koi Chot Tumko Ya Ho Jao Tum Paresha’an
Tu Meray Haq Main Wo Saari Takleefein Maangta hon
Tum Hu Hamesha Kaamyaab Tumhaari Harr Khuwahish Hu Poori
Buss Ye Chaahta; Hoon Aur Tumhari Khushi Maangta Hon