Tum Kaisy Muhabat Chahti ho May Kaisy Muhabat Karta hun...

Re: Tum Kaisy Muhabat Chahti ho May Kaisy Muhabat Karta hun…

Waise ye idea naya nahin tha.. issi topic pe Khalilullah Farooqui ki boht mashoor nazm hai

Ye kahan ka insaf hai ke kisi ko aasre main rakh kar uss Maamoo bana dia :snooty:

Haan ji… dil lagi karne wali ladkiyan 900 rats khane wali billiyan hoti hain