Re: Tum Kaisy Muhabat Chahti ho May Kaisy Muhabat Karta hun…
waiting for Muqawwee’s comments ![]()

Pure 8:49 minute ki video dekhna padi.
Khiar ladka kuch ziada jazbati tha, aur ladki ki samajh nahin aai..itna hi babul ki izzat ka maan tha to uss ko apne ishq ka yaqeen kiyun dilaya? ![]()
I hate such girls, who pretend to be satti savtri after eating 900 chohe ![]()
Re: Tum Kaisy Muhabat Chahti ho May Kaisy Muhabat Karta hun…
haan tou
mainey do dafa suni :sid:
maybe zabardasti shadi kerni pari baabul se…ab jub shadi ho gaye tou izzat ka khyaal rakhna pareyga na ![]()
did you just mention rats
!!!
Re: Tum Kaisy Muhabat Chahti ho May Kaisy Muhabat Karta hun…
Waise ye idea naya nahin tha.. issi topic pe Khalilullah Farooqui ki boht mashoor nazm hai
Ye kahan ka insaf hai ke kisi ko aasre main rakh kar uss Maamoo bana dia ![]()
Haan ji… dil lagi karne wali ladkiyan 900 rats khane wali billiyan hoti hain
Re: Tum Kaisy Muhabat Chahti ho May Kaisy Muhabat Karta hun…
share teh nazm kisi din plz ![]()
larka beywaqoof tha jo maamo bun gaya ![]()
![]()
you just caleld larkiyan billi…
aaj se jung shuru ![]()
Re: Tum Kaisy Muhabat Chahti ho May Kaisy Muhabat Karta hun…
arre baba maine sirf dil lagi karne waliyon ko kosa hai..
aur ye rahi wo nazm:
http://www.paklinks.com/gs/intikhaab/538303-tum-kaisi-muhabbat-karte-ho.html
Re: Tum Kaisy Muhabat Chahti ho May Kaisy Muhabat Karta hun…
aik ko kaha mutlub subko kaha :hbk:
oh yes i :wub: tht nazm
Re: Tum Kaisy Muhabat Chahti ho May Kaisy Muhabat Karta hun...
Ab yahan bhi De-Morgan's law applicable hogaya kia? if a=b, b=c then a=c
Ek ladki chRail= sari laRkiyan chuRail
Re: Tum Kaisy Muhabat Chahti ho May Kaisy Muhabat Karta hun…
or
aik larki pe ilzaam mutlub saari larkiyon pe ilzaam ![]()
Re: Tum Kaisy Muhabat Chahti ho May Kaisy Muhabat Karta hun...
Ye baat hai to saas pe ilzam= bahoo pe ilzam
Phir inn logon ki da'imi dushmani kiyun?
Re: Tum Kaisy Muhabat Chahti ho May Kaisy Muhabat Karta hun…
dont manipulate my words ![]()
those are different species altogether ![]()
Re: Tum Kaisy Muhabat Chahti ho May Kaisy Muhabat Karta hun...
You mean they are out from larki community?
Re: Tum Kaisy Muhabat Chahti ho May Kaisy Muhabat Karta hun…
yes ![]()
Re: Tum Kaisy Muhabat Chahti ho May Kaisy Muhabat Karta hun…
Matlab chit bhi meri pat bhi meri. ![]()
Re: Tum Kaisy Muhabat Chahti ho May Kaisy Muhabat Karta hun…
woh kaise
Re: Tum Kaisy Muhabat Chahti ho May Kaisy Muhabat Karta hun…
Matlab LaRki achi ho to ek ladki= sari ladkiyan, ladki buri ho to she is not from ladki community ![]()
Re: Tum Kaisy Muhabat Chahti ho May Kaisy Muhabat Karta hun…
saas bahu ke baat kee hai…they are a different species ![]()
Re: Tum Kaisy Muhabat Chahti ho May Kaisy Muhabat Karta hun...
Ye baat hai to saas pe ilzam= bahoo pe ilzam
Phir inn logon ki da'imi dushmani kiyun?
vesse susar ir damaad ka bhi itna hi~beyr~hota hi
samne es liay nahi aata ke vo ekhatte nahi rehte saas bahu ki tara
Re: Tum Kaisy Muhabat Chahti ho May Kaisy Muhabat Karta hun…
No no no…normallyy damaad k achi banti hai sasur se:emmy: