“” Tum jo MEri Baat Suno “”**
**
** Ek Qissa Tumhay Sunata hon Ye Qissa Nahi Zamanay ka Ye Qissa hay Parwanay ka
**
** Jo pal pal Jeeta Marta tha Jo pyaar Bhot hi Karta tha
**
** Har Baat usay Maloom to thi Ek Baat Magar Woh Bhula betha
**
** Shama ko Hasil karnay mein, Khud apna Aap Jala Baitha
**
** Youn Ishq ki Had Guzarnay mein Ab Jagti hay na Soti hay
nahi yi orr qisa hy
ek larka us per merta tha
thandi ahen bharta tha
agy pechy phirta tha
love u love u kehta tha
ek din chain ganva betha
vo dilse us per merti thi
per mu se kuch nahi kehti thi
dil ki baat na kehna chahy
jiiay bhi na ,na mer paaey