Tum jo hote to mujhay kitna sahara hota......

**Tum jo hote to mujhay kitna sahara hota
Main ne auron ko na dukh mian pukara hota

Jitni shiddat se wabasta tha main tujh se
Kis tarh mera, tere bagher guzara hota

Mujh ko ye soch hi kafi hai jalane k lye
Main na hota to koi or tumhara hota

Or hum beth k khamoshi se rotay rehte
Shaam hoti, sharaab hoti, dariya ka kinara hota…!

Baybi[asif] kaheen darya-e-raavi k kinary par to nhi gaya…?

**

Re: Tum jo hote to mujhay kitna sahara hota…

**Or hum beth k khamoshi se rotay rehte
Shaam hoti, sharaab hoti, dariya ka kinara hota…!

Baby Chenab ke ilaqe ka hai.. Ravi to bus naala bun ke reh gaya :hinna:
**

Re: Tum jo hote to mujhay kitna sahara hota......

Wo hota tu phr dukh hota hi kyi..:(

Re: Tum jo hote to mujhay kitna sahara hota…

Acha…:slight_smile:

6/7 saal pehly mein gaya tha, tab to theek tha…

Re: Tum jo hote to mujhay kitna sahara hota…

haye mohabbat :hayaa:

wohi tou dukh ka sabab bantey hain :hinna:

Re: Tum jo hote to mujhay kitna sahara hota......

Ravi bus lahore ke qareeb beter halat main hai.... wahan per usse naala hi samjha jane laga hai ab

Re: Tum jo hote to mujhay kitna sahara hota…

Kon :5:

Re: Tum jo hote to mujhay kitna sahara hota......

Sahara to bas sirf Allah ka houta hai.

Re: Tum jo hote to mujhay kitna sahara hota…

:smack:

Re: Tum jo hote to mujhay kitna sahara hota…

wohi jinkey “honay” ka ziker ho raha hai :hinna:

Re: Tum jo hote to mujhay kitna sahara hota......

so bad...........

Re: Tum jo hote to mujhay kitna sahara hota…

sahi to keh rahin hain?

Re: Tum jo hote to mujhay kitna sahara hota…

Kia howa?

Re: Tum jo hote to mujhay kitna sahara hota......

Sahi tu keh ri hain pr dadi ama kyu ban ri hain itni serious.

Re: Tum jo hote to mujhay kitna sahara hota…

Meri marzi :snooty:

Re: Tum jo hote to mujhay kitna sahara hota…

Bila shuba apki mrzi … mein ye keh ra tha k Allah ka sahara or trha ka hota hai or insano ka or trha ka

Re: Tum jo hote to mujhay kitna sahara hota......

App is bat kO Mante hain ke Allah ka sahara houta hai.

To yeh bataye jisko Allah ka sahara mil jaye usay kisi aur ke sahare Ki Kiya zaroorat.

Re: Tum jo hote to mujhay kitna sahara hota......

Is baat se kon inkar kr sakta hai..and i blieve Allah ka sahara milta nhi hai but its always there ...but insano ka b sahara hota hai or ici lye Allah ne hamein families d hain and asked us to love human being for Allah 's sake

Re: Tum jo hote to mujhay kitna sahara hota…

itniiiiiii serious batain poetry mai :hayaa:

chilllll ppllll

Re: Tum jo hote to mujhay kitna sahara hota......

Family,kids,parents, yeh sab aazmaish hain.