hmmmmmmmmmm bachay tu sab pyaaray hotay hai but yah baacha or pyara lag raha hai coz yah app kay pass jo hai i must say lucky kid kash hum bhi bachay hotay tu sab say phelay app ke gud mai char kay appni snapz banwatay
MASHALLAH such a lovely kid <---- bachay ko de hai tum ko nahi aunty
Allah Tala se yeh he dua hai k Allah Tala lumbi omer ata fermain aur duniyan ki dheroun dheeer khushiyaan es nanhay munny far****e ki good main bhar day Ameen Sum Ameen
wasay ek baat pochni thi Dania G abhi es ki koi GF to nahin hai na ager nahin hai to zaror baiye ga lol TC and give him a kiss from me