Tum
janty ho mujhe kya pasand hai??
Gulab ki mehak
Raat ki chandni
Shaam ki Udassi
Sardion Ki Ratain
or,
iss Nazam ka
Pehla LaFaZ
janty ho mujhe kya pasand hai??
Gulab ki mehak
Raat ki chandni
Shaam ki Udassi
Sardion Ki Ratain
or,
iss Nazam ka
Pehla LaFaZ
Re: Tum janty ho mujhe kya pasand hai??
awww....cuteee :D
Re: Tum janty ho mujhe kya pasand hai??
aap bataen ![]()
Re: Tum janty ho mujhe kya pasand hai??
not only Tum......full name.....Sirf Tum...
Re: Tum janty ho mujhe kya pasand hai??
Batana Zarori hy…?
Re: Tum janty ho mujhe kya pasand hai??
Tum
janty ho mujhe kya pasand hai??
Gulab ki mehak
Raat ki chandni
Shaam ki Udassi
Sardion Ki Ratain
or,,,,,
iss Nazam ka
Pehla LaFaZ
aur Shami kabab, chiken corn soup, gaajar ka halwa, pasta banae wali Tum
Re: Tum janty ho mujhe kya pasand hai??
hayeee ![]()
khana phir se ![]()
Re: Tum janty ho mujhe kya pasand hai??
Bana hi na ly wo ye sab…
Re: Tum janty ho mujhe kya pasand hai??
mard ke dil ka rasta uske maie se ho kar jata hai
Re: Tum janty ho mujhe kya pasand hai??
shartain yahan bhi daal dee muqa ne ![]()
Re: Tum janty ho mujhe kya pasand hai??
mard ke dil ka rasta uske maie se ho kar jata hai
Chef zindabad :D
Re: Tum janty ho mujhe kya pasand hai??
usse sab aata hai.. jo nahin aata wo Zubaida aapa se seekh le gi
Re: Tum janty ho mujhe kya pasand hai??
Chef zindabad :D
chef khane main namak masale daal sakta hai.. muhababt aur apnaiyat nahin
Re: Tum janty ho mujhe kya pasand hai??
Ji…
Re: Tum janty ho mujhe kya pasand hai??
Sach Kaha Bro…:k:
Re: Tum janty ho mujhe kya pasand hai??
uske liye once in a week biwi apne hath ka paka deygi ![]()
shartain not good :no:
Re: Tum janty ho mujhe kya pasand hai??
aap kabhi bro k baat se disagree ker he nahi saktay ![]()
Re: Tum janty ho mujhe kya pasand hai??
Week mein aik din chutti to chal ja`ay gi…
lykin week mein 1 dafa paka…![]()
yes…not good…but
Re: Tum janty ho mujhe kya pasand hai??
Mera Piyara Bro Aisa Kuch kehta hi nhi k…DisAgree ki Nobat aa`ay:bulbuli:
Re: Tum janty ho mujhe kya pasand hai??
baqi days k liye chef hain na ![]()
hubby k weekend walay din unko fresh homemade khana ![]()
rooz rooz ka khana koe pyar se nahi pakata…job k tarah pakata hai…but once in a while..pyar se pakata hai ![]()
aapko bhai ghalat lug he nahi saktay ![]()