Tum itna...

Tum itna... Tum itna intazar kioN kartay ho Itna kioN dartay ho Mujhay bhi azmatay ho khood ko bhi satatay ho! Ya jo nata jooRa hay phir kioN tum itna ghabratay ho Tum to keh kay kaar letay ho bouj dill ka halka Mujhay phir udass kaar detay ho kabhi sapnooN maiN aa kay beruhi bartay ho to kabhi phoolooN ka tohfa liya atay ho! Tum apni kash makash maiN ho or maiN apni si sooch maiN Saleeb-e-intazar pay latka kay tum bhool jatay ho TaRpa kay mujhay tum kesy hoosh hotay ho! Mujhay maloom hay kay tum meri qismat ho Mera naseeb ho meri hansi ho meri muskurahay ho Meri chahat ho tum meri zindagi ho tum.. JantiN hooN kay tum bhi mujhay chahtay ho to phir ya bahany itnay tum janay kioN banaty ho.....

kooch rooz baad phir hum nay likhi nay nazam
hay ya ap ki nazar bataiN zara kesi hay :smiley:

-Subha^_^

Re: Tum itna…

:nono: dont be so sure. KyoNke I agree with you, agar the bold was true phir to bhanay bananay ki gunjaish hi nahiN rehti.
:slight_smile:

By the way, good thought. :slight_smile:

:k:

Re: Re: Tum itna…

:smack2: Allah!

It’s poetry! Saab sach kahaN hota hay… :-\

Nice :k:

^^ thank uuuu.:-)

I'm fine & shine, what about you:)

Nice Sawera jee :k:

Me too :blush:

Re: Re: Re: Tum itna…

to pehlay batana tha na. :snooty:

:smiley:

very nice :)

zabardast

Mujhay maloom hay kay
tum meri qismat ho
Mera naseeb ho
meri hansi ho
meri muskurahay ho
Meri chahat ho tum
meri zindagi ho tum..
JantiN hooN kay tum bhi
mujhay chahtay ho to
phir ya bahany itnay tum
janay kioN banaty ho.....

Aww that's cute :-)

Re: Tum itna...

[QUOTE]
*Originally posted by Swera: *

Tum itna...

''Saleeb-e-intazar pay
latka kay tum bhool jatay ho
TaRpa kay mujhay tum
kesy hoosh hotay ho! '''

^
Ishq-e-Haqeeqi ho ya Ishq-e-majaazii donon soorton mein hows is possible keh wuh ''Person'' aesaa karay jo aapnay ooper likhaa hay ? maybe i am wrong , but you tell me ?

''Saleeb-e-intazar pay
latka kay tum bhool jatay ho
TaRpa kay mujhay tum
kesy hoosh hotay ho! '''
.....
JantiN hooN kay tum bhi
mujhay chahtay ho to
phir ya bahany itnay tum
janay kioN banaty ho''

aapas mein kuch JoR nahin bantaa sawera Jii. Anyway Thanks for sharing :-)

humm

Whaa kiya baat hai

Re: Re: Tum itna...

[QUOTE]
*Originally posted by GuL-e-Tasbeeh: *

[QUOTE]
*Originally posted by Swera: *

Tum itna...

''Saleeb-e-intazar pay
latka kay tum bhool jatay ho
TaRpa kay mujhay tum
kesy hoosh hotay ho! '''

^
Ishq-e-Haqeeqi ho ya Ishq-e-majaazii donon soorton mein hows is possible keh wuh ''Person'' aesaa karay jo aapnay ooper likhaa hay ? maybe i am wrong , but you tell me ?

''Saleeb-e-intazar pay
latka kay tum bhool jatay ho
TaRpa kay mujhay tum
kesy hoosh hotay ho! '''
.....
JantiN hooN kay tum bhi
mujhay chahtay ho to
phir ya bahany itnay tum
janay kioN banaty ho''

aapas mein kuch JoR nahin bantaa sawera Jii. Anyway Thanks for sharing :-)
[/QUOTE]

JooR nahiN banta....hm.chalo koi baat nahiN.....:D

Saleeb-e-intazar
to me it means,
waiting......:(

[QUOTE]
*Originally posted by ~Sehar~: *
Mujhay maloom hay kay
tum meri qismat ho
Mera naseeb ho
meri hansi ho
meri muskurahay ho
Meri chahat ho tum
meri zindagi ho tum..
JantiN hooN kay tum bhi
mujhay chahtay ho to
phir ya bahany itnay tum
janay kioN banaty ho.....

Aww that's cute :-)
[/QUOTE]

thankssss.......:)

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Whaa kiya baat hai
[/QUOTE]

Koi baat hi nahiN:D

BTW, Shukriya...

[QUOTE]
*Originally posted by Dania_2000: *
zabardast
[/QUOTE]

shukria....:)

cuteepie Thank u:)

nice :(

nice :k: