Tum Itna Jo Muskara Rahey Ho

Tum itna jo muskara rahey ho
Kia ghum hai jis ko chupaa rahey ho

Aankhoon mein nami, hunsi laboon per
Kia haal hai kia dikha rahey ho

Jin zakhmoon ko waqat bhar chuka hai
Tum kyon unhein cheeray ja rahey ho

Rekhaoon ka khel hay yeh muqadar
Kiyon muqadar sey mat kha raheyho

From Yaroo
:slight_smile:

acha gaana hai :k:

Ban jaayenge zehar peetay peetay
Yeh ashk jo peetay jaa rahe ho…

Thanks for sharing …:k: