tum hans paraY tu phoolooN ki barsaT ho gaye

http://www.gupistan.com/gallery/1/flower.gif

*laaya hey ab ke bahaar jo usey dhoondti hey meri nazaR jo meri kitaaboN meiN jaga jaga taazey gulab chupa gaya merey zehaN ke qufal khol kar wo roshni ke saath saath merey dil ki dar-o-dewaaR par apni tasvereiN sajaa gaya *

~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

[This message has been edited by NikamiJano (edited July 13, 2002).]

Buhat Khoob.


Owner of Mehkama-e-Sharafat
ô¿ô
.~.
Rude Boyz Rulez

wooww nice Sher and niceeeee imaageee bohaat kHoob

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

** Goshaa-e-Dil mein koi Phool khilaaye rakho
aik Umeed pe Aangan ko sajaaye rakho

Meraa ImaaN hai usey lauT ke Ghar aana hai
Taaq pe koi Diyaa Roz jalaaye rakho!!**
(written=Tassneef)

PS:-Wesse Dil akr raha hai keh iss Sher ko change akr keh doosra add akrooN

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif

doossra bhi kHoobsoorat hai magar ab keya faidaa next turn per hi sahih

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**

[This message has been edited by Tassneef (edited July 13, 2002).]

wowww very nice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï

http://www.gupistan.com/gallery/1/forPak.jpg

wah kia kehnay… gulab chupane wala bhee kia qayamat hoga!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

yeh lain NJ hum muskara dete hain phir :slight_smile:

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

amjad bhaii kishtiyan jala ke kya mila paese hi zaaya ho gae itni mehngi kishti ati hai:~P


“If you belong to Allah,rest assured that Allah will indeed belong to you”.!

Hmmm bohot khoob

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Muddat hoi kay hoont hammary sillay
hovay
kul shaam wo millay tu unhi say gillay hovay


main yeh dill kay zakham daykh kay khabhi hunsta hoon khabhi roota hoon
mughay dushmanoo say tu gila nahi, mayray doostoon ki yeh chaal hay

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif


http://www.gupistan.com/gallery/1/roses989copy.jpg

thanks

jaise koi chiraaG andhere meiN jal uThe dil ke qariib aake koi yuuN Thahar gayaa

~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

thanks…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

wesay Amjad bahi shuker me ap ki sis dost nahi…aur doston ko kia kaha jaiey k wo apnay he hath se tarashay huwey…ab agay kia kahay…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

nice sher and img


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

isi leay tu qayamat ka img us k leay dhondha capo

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif

hmmm ab www.???.com per na chalay jana…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

thanks chando g is ko be chota karnay ka

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

zindagi ki raunaq ko yuuN sajanaa paRtaa hai dard sahnaa paRtaa hai Gam chupanaa paRta hai dil ki har tamanaa ko umR bhar ke armaaN ko maslahat ke chauKhaT par bhul jaana paRta hai

~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

thanks nayab aur sham-e-libaas g

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

**
Bohat khoob Nikami ji

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

**

** merey 'geetoN' ko barrey pyaar sey gungunaatey huwey meiN ney dekha hey usey tanhaai mein muskuraatey huwey

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

**


MeiN pal do pal ka shaaer hooN…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~

**
bohot khoob Masha Allah …

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

btw, kaafi hushiyaar tha wo

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

**


I am like an Open Book Except for the few pages of my past, My life is an empty book. It takes the shape of a mystery, To me it does at least. For I cannot tell what happens next, Too many cliffhangers and too much suspense. But its clues all lead eventually to the same place, Unfortunately it does not say where. It only says get the next book, For in this one you’ ve ran out of room.

hmm magar ap se kam kam

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif

jo kuch be kar gaya masoomieat main kia us ne

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif


~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~