Tum chaho tu

Chao To Mujhay Apnay Seenay Main Chupa Saktay Ho
Tum Chao To Mujhay Apnay Dil Ki Har Baat Bata Saktay Ho
Tum Chao To Mujhay Sahra Say Nikal Saktay Ho …
Tum Chao To Mujhay Saiban Day Saktay Ho
Tum Chao To Mujhay Tapte Dhoop Say Bacha Saktay Ho
Tum Chao To Mujhay Apnay Wajood Main Chup Saktay Ho
Tum Chao To Andairee Raat Ki Chadar Parh! Kar …
Tum Chao To Ik Diya Roshni Ka Jala Sakltay Ho . …
Tumhay Malom Hai Kay Yah Zinadagi Kuch Dino Ki Hai
Tum Chao To Isay Hans Kar Guzar Saktay Ho
Tum Chao To Mujhay Apne Zindagi Bana Saktay Ho
Tum Chao To Mujhay Apnay Seenay Main Chupa Saktay Ho
Tum Chao To Mujhay Apnay Dil Ki Har Baat Bata Saktay Ho
Tum Chao To Kia Nahi Kar Saktay …
Tum Chao To Sub Kuch Kar Saktay Ho …
BusSSsSssSSsSssSSSsssSs
Baat Tumhary Chahny Ki Hai

Wah, wah! :)

humm

Nice :k:

Re: Tum chaho tu

zabardast…very touchy :k:

:):k:

baat tumharay chahne ki he

wah :k:

yeah Baat Tumhare chahne ki hi hai:( well I m sorry mazhar

btw Its really nice:k:

hmmm jee wah wah jee kitni achi poem likh dali ;) marr dala iss poem ne :D