Yahaan mai aqsar aata hoon lekin phele daafa kuch post kiya hai. Agar pasand ain, tho zaroor bataiyega.
Duniya tere binna duniya nahin lagti
Yea dil, tere bina dharak nahin paathi.
Phool ko kya soonghoo, jab khusboo nahin,
Pyar kisse karoun, jab mehboob nahin.
Tum yaad aaey mujhe bohot,
Dil mera ghabraya bohot,
Iss sung dil ko aur na rulaa,
Ab mere bahoon mai aabhi jaa.
Intezaar hai mujhe ous din ka
Jab yea bhaag poloon se kiljaiga.
Inn aankon se jo banna sahil,
Ousi sahil pe tu lort aana