Wahan takk saath chaltey hain Jahan takk saath mumkin hai ..
Jahan halaat badlaingay, TUM bhi badal jaana
Re: Tum bhi badal jaana …
…Phr ye ty howa k 9 0 sy zara pehlay badalna hy:p
![]()
Re: Tum bhi badal jaana …
ek gana yaad araha hai
mere yaar badal na jana mousam ki terhan ![]()
jitney mousam ayein ussi hisaab se badalna ![]()
Re: Tum bhi badal jaana …
90 pay bhai se nahn milain gay?!?!