Tum apni ankhon ki kaali shaam merey naam kardo
Phir chahey jo ilzam merey naam kardo
k umer se tumhari chahat basi hai rooh mein
Tum bhee apni har tumanna mujhey daan kardo
Mein khuley Asmaan taley khara hoon
Tum apni mohabbat ki rida mujh par dhaal kardo
Mohabbat to hai iqrar ki mohtaaj
Tum apna har lafz har sher merey naam kardo
Re: Tum Apni Ankhoun ki Kaali Shaam Maray Naam Kar do
V.Nice..
Re: Tum Apni Ankhoun ki Kaali Shaam Maray Naam Kar do
nice

nice one :)
Re: Tum Apni Ankhoun ki Kaali Shaam Maray Naam Kar do
buhut khub nikkay :k:

nice :)