Kabhi jo waqt par jaye
Tumhein mujh se bichharna ho
Tumhein waaday se phirna ho
To beshak dair mat karna
Mujhe naraaz ker dena
Tum apna rukh badal lena
Aur apni simt chal dena
Magar jab laut ke aao
Tumhein matti ke thiilay per
Main shayad naa dikhayi dun
Magar hairaan mat hona
Wahiin do chaar qadmon per
Mazaar-e-beqaraaN hoga
Wahan ik phool rakh dena
Aur ik shamma jalaa dena
Aur apna rukh badal lena
Aur apni simt chal dena
Re: Tum Apna Rukh Badal Lena
wow.... excellent , very touching... beautiful.
Re: Tum Apna Rukh Badal Lena
This reminds of below :
Kaha tha na , ke yunn sotay hooway mat chor ke jaana
Mujhay be-shak jaga dena, bata dena,
Tumhain rasta badalna hai, meri hudd se nikalna hai,
Tumhain kis baat ka darr tha ?
Tumhain jaanay na daitay ?
Kahin pe qaid kar laitay ?
Array pagal! muhabat ki tabeeyat mein zabardast nahin hoti
Jissay rasta badalna ho, ussay rasta badalnay se..
Jissay hudd se nikalna ho, ussay hudd se nikalne se...
Na koi rouk paya hai, na koi rouk paaey ga,
Tumhain kis baat kar darr tha ??
wah very nice :k:
shukria shukria :)
Re: Tum Apna Rukh Badal Lena
Z@[email protected] arsay k baad aap ki poetry dekhi hay..lakin waisa hi khobsorat intakhaab.. Regardz & Blessingz
Re: Tum Apna Rukh Badal Lena
: )
Re: Tum Apna Rukh Badal Lena
thanks peoples :)
Re: Tum Apna Rukh Badal Lena
Good one sheal !
cute cute ....................
Kabhi jo waqt par jaye
Tumhein mujh se bichharna ho Tumhein waaday se phirna ho To beshak dair mat karna Mujhe naraaz ker dena Tum apna rukh badal lena Aur apni simt chal dena Magar jab laut ke aao Tumhein matti ke thiilay per Main shayad naa dikhayi dun Magar hairaan mat hona Wahiin do chaar qadmon per Mazaar-e-beqaraaN hoga Wahan ik phool rakh dena Aur ik shamma jalaa dena Aur apna rukh badal lena
Aur apni simt chal dena
V nice SHeal and Congratulaion for being mod :)around us so no w i can do what eva i want :p