**1 Aadmi Marnay Laga to us ki begum
us k Sarhanay Khari ho k Ronay Lagi..!!!
Admi: Begum Sabr Karo…Honi ko Kon taaal Sakta hai..
Begum: “Nahi Tum nae Mar Sakte. Tum Aaj nahi Mar sakte…”
“Tum Aaj Mar k mujhy Ruswa nahi ker sakte”
" Tumhari Mayyat per jo Kala Suit
pehn’na Tha wo abhi Sill ker nahi aya.. "
**