~tujhse ay khuda maang raha hon~TEHREER

Re: ~tujhse ay khuda maang raha hon~TEHREER

Yahan dhuul urrti hai aak kal sanaaton ka raaj hai to aik aur tanha ruuh ko yahan bula rahe ho chacha :hehe:

Yaar poetic prose hai ye jis mein shayari ki bandishein nahi hoti but kareeb kareeb aap usay azaad shayari keh sakte hain !