tujhey may bhool to jata
mager terey taa’luq say
jo cherey samney aa’a
jo restey samney aa’a
jo lamhey samney aa’a
jo rishtey samney aa’a
unhein kesay bholata may
tujhey kesay bholata may…
mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!
Bhulaana kisi ko agar
itna aasan hota
To har koi
pyar karney se kyon darta
Pyaar karke bicherhney se kyon darta
Bicherh kar milney ki
Duaaein kyon karta
Bhulaana kisi ko agar
itna hi asaan hota
[quote]
Originally posted by Ek Shairah:
**nice.......aur kisi ne kya khoob kaha hai
Bhulaana kisi ko agar
itna aasan hota
To har koi
pyar karney se kyon darta
Pyaar karke bicherhney se kyon darta
Bicherh kar milney ki
Duaaein kyon karta
Bhulaana kisi ko agar
itna hi asaan hota**
[/quote]