Tujhey Kesay Bholata May.....

tujhey may bhool to jata
magar terey ta’aluq say
jo cheray saamney aa’a
jo restey saamney aa’a
jo lamhey saamney aa’a
jo rishtey saamney aa’a
unhein kesay bholata may
tujhey kesay bholata may…


mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!

kiya baat hai mahee jee aap ki...


---~---Maria---~---
~Kiya haaq wo jeena hai jo apnay hi liyay ho
Khud mit kar kisi aur ko mitnay se bacha lay~

zabardast Mahee jee

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif

bohat bohat shukria maheen jee

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!

thanks Hiraa jee


mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!