:( poetry pay koi comment nahi karta sb discussion shoro kar detay hain....what MODS are doing i dont know, this type of mukalma only be allowed in TImepass only, every thread is treated non seriously...
Ji bilkul, is liyay kion k is forum may shamoliyat ki waja yehi hai k dosray loag kaisay shairi ko samjhtay hain kaisay mukhtalif andaaz say sochtay hain ta k baqi loag sekh sakain mahsoos kar sakain k chezon ko dekhnay k kitnay andaaz or kitnay pehlu hain…lakin bohat afsoos say kehna parta hai k yahan yeh sab khatam hota ja raha hai…
mera zaati khayal or mushahida yeh hai k shairon ki gehrai may tu abhi tak may nay kisi ko jatay nahi dekha…kiya aap dikha sakain gi…may nay khud nay mozo-e-guftago say hat k raye dien hain kai threads may…so unko edit bhi kiya beth k…
nahi may shair nahi hoon…
mera zaati khayal or mushahida yeh hai k shairon ki gehrai may tu abhi tak may nay kisi ko jatay nahi dekha....kiya aap dikha sakain gi....may nay khud nay mozo-e-guftago say hat k raye dien hain kai threads may...so unko edit bhi kiya beth k....
nahi may shair nahi hoon....