~*~ Tujhe paa liya ... Tujhe kho diya ~*~

**
Woh jo poochti hai mujhse baar baar

Ke ‘Zindagi’ kya hai

Aur

‘Maut’ kya hai

Aaj tujhe bata doon

Tujhe paa liya tau

‘Zindagi’ hai

Tujhe kho diya tau

‘Maut’ hai …

**

Re: ~~ Tujhe paa liya … Tujhe kho diya ~~

Kya khayal paya hai. :lajawab:

Re: ~~ Tujhe paa liya ... Tujhe kho diya ~~

wah jee wah
bahut hi zabardast

Re: ~~ Tujhe paa liya … Tujhe kho diya ~~

Aala :lajawab:

Re: ~~ Tujhe paa liya ... Tujhe kho diya ~~

Thank you friends ... :)