Tujhe Ishq ho Khuda kare

**Tujhe Ishq ho Khuda kare
Koi tujh ko us se judda kare

Tere hont hansna bhi bhool jayen
Teri aankh pur nam raha ker

tUjhay Hijir Ki wOh Jhari LAgay
Tu Milnay Ki Har PaL dua KAray

tU Uski Baatain Kiya Karay
Tu us ki baatein suna kare

Usay dekh Kay tU Roh PAray
wOh Nazar JhuKa Kay CHala KAray

Tere khuwaab bikhren toot ker
Tu kirchi kirchi chunna kare

Tu nagar nagar phira kare
Tu gali gali sadaa kare

Main kahoon Ishq dhong hai
Tu nahi nahiii kaha kare
**

Re: Tujhe Ishq ho Khuda kare

jin say muhabbat hote hai un ko her haal main dua hee daitay hain

: )

Re: Tujhe Ishq ho Khuda kare

Aisi baddua to na do yar kisi ko

Re: Tujhe Ishq ho Khuda kare

aPP UsSe PYar KArTe ho To BaDDua Na Deh

wahhhhh je nice..
ye i think bad-dua nahi hay bss Aik Azhar hay apni Jazbaat ka ...

**
Kinda...!!**

**
Kinda...!!**

Re: Tujhe Ishq ho Khuda kare

itni nafrat?

Re: Tujhe Ishq ho Khuda kare

Yeah...
Actually ALLAH KA SHUKAR mere sath kuch nahi hua... bt wid my frndz... nd my cznz...!!

Re: Tujhe Ishq ho Khuda kare

**Buhat Kateeli nazam ....

Aik song yaad aagia...

Mairay Dushman to meri Doosti ko tarsay ... **