Koyal
1
***na mila tera pata tu mujhe log kaya kahein gaiN
yuun hee dar-badar raha tu mujhe log kaya kahein gaiN
tujhe zindagi kaha hai tu hai zindagi ka haasil
tujhe be-wafaa kaha tou mujhe log kaya kahein gaiN
meray dil mein zabt-e gamm ka jo chiraag jal raha hai
wo chiraag bhujh gaya tu mujhe log kaya kahein gaiN
ye jahaan na jaane kaya kaya mujhe keh raha hai lekiN
kabhi tum ney kuch kaha tu mujhe log kaya kahein gaiN
maiN chala tu hoon suna’ney ussay dasta’N wafa kee
koi hadsaa hua tu mujhe log kaya kahein gaiN***
Re: tujhe be-wafaa kaha tou mujhe log kaya kahein gaiN
bohat khoob :k:
Re: tujhe be-wafaa kaha tou mujhe log kaya kahein gaiN
beautiful........thanks for sharing
Re: tujhe be-wafaa kaha tou mujhe log kaya kahein gaiN
Logon ki parwah karna chor do ab !
Daanie
5
Re: tujhe be-wafaa kaha tou mujhe log kaya kahein gaiN
buhut khoobsurat :)
Re: tujhe be-wafaa kaha tou mujhe log kaya kahein gaiN
Kehnay Do Jo Bhi Kehna Chahtay Hain 
Buhat Aalaa :~)
Re: tujhe be-wafaa kaha tou mujhe log kaya kahein gaiN
Awesome Sharin.. :k:
_dArd
8
Re: tujhe be-wafaa kaha tou mujhe log kaya kahein gaiN
tUjhey Zindgi Kaha hAi tOo hAi Zindgii Ka Haasil
tUjhey Be-Wafa Kaha tO mUjhey lOg Kya Kahien Gey
Wah
bOhet KhOob
abeeha
9
Re: tujhe be-wafaa kaha tou mujhe log kaya kahein gaiN
good sharing koyal.
Re: tujhe be-wafaa kaha tou mujhe log kaya kahein gaiN
Nice

Bahot khuub
Aryaan
12
Re: tujhe be-wafaa kaha tou mujhe log kaya kahein gaiN
Very Nice Koyal..:k:
Koyal
13
Re: tujhe be-wafaa kaha tou mujhe log kaya kahein gaiN
thanks Aryaan 
Koyal
14
Re: tujhe be-wafaa kaha tou mujhe log kaya kahein gaiN
Bahot khuub
thanks jhun jhun :)
Koyal
15
Re: tujhe be-wafaa kaha tou mujhe log kaya kahein gaiN
Nice
:)
Koyal
16
Re: tujhe be-wafaa kaha tou mujhe log kaya kahein gaiN
tUjhey Zindgi Kaha hAi tOo hAi Zindgii Ka Haasil
tUjhey Be-Wafa Kaha tO mUjhey lOg Kya Kahien Gey
Wah
bOhet KhOob
shukria dard :)
Koyal
17
Re: tujhe be-wafaa kaha tou mujhe log kaya kahein gaiN
thanks shumi 
Koyal
18
Re: tujhe be-wafaa kaha tou mujhe log kaya kahein gaiN

Re: tujhe be-wafaa kaha tou mujhe log kaya kahein gaiN
very nice koyal :)
Koyal
20