*
kabhi tonay khud bhi socha, ye pyaas hai to kyu hai
tujhay pakay bhi mera dil jo udaas hai to kyu hai
mujhy kyu azeez tar hai ye dhuwaan dhuwan sa mousa’m
ye haw-e-sham-e-hijran mujhy raas hai to kyu hai
tujhy kho kay sochta ho mery damn-e-talab main
koi khuwaab hai to kyu hai koi a’ss hai to kyu hai
main ujar kay bhi ho tera, to bichar kay bhi hai mera
ye yaqeen hai to kyu hai, ye qaya’s hai to kyu hai
kabhi tonay khud bhi socha, ye pyaas hai to kyu hai
tujhay pakay bhi mera dil jo udaas hai to kyu hai
hamara dil tu nahee hai udaas 
Nice selection :k:
SuraJ
11
Re: tujhay pakay bhi mera dil jo udaas hai to kyu hai
[QUOTE]
Originally posted by Shab-e-Hijar: *
kabhi tonay khud bhi socha, ye pyaas hai to kyu hai
tujhay pakay bhi mera dil jo udaas hai to kyu hai
mujhy kyu azeez tar hai ye dhuwaan dhuwan sa mousa'm
ye haw-e-sham-e-hijran mujhy raas hai to kyu hai
tujhy kho kay sochta ho mery damn-e-talab main
koi khuwaab hai to kyu hai koi a'ss hai to kyu hai
main ujar kay bhi ho tera, to bichar kay bhi hai mera
ye yaqeen hai to kyu hai, ye qaya's hai to kyu hai
[/QUOTE]
Wonderful !!
Re: tujhay pakay bhi mera dil jo udaas hai to kyu hai
Zabardast , thanx for sharing
keep it up :k: