Tujhay ishq ho khuda karay**
Koi tujh ko us say juda karay****
Usay daikh ker tu ruk paray****
Wo nazer jhuka ker chala karay
****Tujhay ishq ho phir yaqeen ho
****Usay tasbehooN per parha karay
****MaiN kahooN jo ishq dhoong hai
**Tu nahiN nahiN kaha karay
Re: Tujhay ishq ho khuda karay
aray kis ko baduain dayrahi ho :aq:
Re: Tujhay ishq ho khuda karay
![]()
Re: Tujhay ishq ho khuda karay
tasheeb jaisay namaz k baad parhtay hain
bilkul usi trha isay parha karay ![]()
Re: Tujhay ishq ho khuda karay
Bohat khoob Sheal..:)
Re: Tujhay ishq ho khuda karay
Nice 1 Sheal :)
Re: Tujhay ishq ho khuda karay
Aaaaawww yey kissay buddua daay dee:)
P.S Nice choice:)
Re: Tujhay ishq ho khuda karay
baddua nahi hai yay, kisi k ishq ki inteha hai. i dont know how to explain, is ko parh ker jo ehsas hota hai i am unable to express in words.
Re: Tujhay ishq ho khuda karay
wow nice