hamaRi umraiN tu baRafbaRi ki yakh rutooN maiN bikhaR rahi haiN
is aazmaa’yesh maiN tum ana ki tamaztooN ko sambhal rakhna
hamiaN tu haasil hai ik khazeena teray tasavuR ki nigh’tooN ka
tujhay haRgiz na raa’s aa’ya rifaqtooN ko smbhal rakhaNa
Re: tujhay haRgiz na raa's aa'ya rifaqtooN ko smbhal rakhaNa
Good One** Koyal**...:)
Re: tujhay haRgiz na raa’s aa’ya rifaqtooN ko smbhal rakhaNa
sambhal rakhna… umda verse koyal :k:
hamaRi umraiN tu baRafbaRi ki yakh rutooN maiN bikhaR rahi haiN
is aazmaa'yesh maiN tum ana ki tamaztooN ko sambhal rakhna hamiaN tu haasil hai ik khazeena teray tasavuR ki nigh'tooN ka
tujhay haRgiz na raa's aa'ya rifaqtooN ko smbhal rakhaNa
Simply splended as usual:)
Re: tujhay haRgiz na raa’s aa’ya rifaqtooN ko smbhal rakhaNa
Beautiful :k:
thnaks Barbie
me not Barbie KOKO ![]()
its Babri ![]()
Re: tujhay haRgiz na raa's aa'ya rifaqtooN ko smbhal rakhaNa
Bahut khoob
hamaRi umraiN tu baRafbaRi ki yakh rutooN maiN bikhaR rahi haiN is aazmaa'yesh maiN tum ana ki tamaztooN ko sambhal rakhna hamiaN tu haasil hai ik khazeena teray tasavuR ki nigh'tooN ka tujhay haRgiz na raa's aa'ya rifaqtooN ko smbhal rakhaNa
So true...tujhay haRgiz na raa's aa'ya rifaqtooN ko smbhal rakhaNa...
So true...tujhay haRgiz na raa's aa'ya rifaqtooN ko smbhal rakhaNa...
hmmmm ye kis pe jata hai wesay v nice to see you Amal and welcome back :)
hmmmm ye kis pe jata hai wesay v nice to see you Amal and welcome back :)
Aek sheir yaad aa raha hey:
Wo mujh sey pooch raha tha, bataao kesa laga!
puraaney zakhm ko chorro, ye ghaao kesa laga!
By the way, thanx for the welcome :)