Koyal
1
meri daastan-e-alam to sun, koi zalzala nahi ayega
***mera muda’a nahi ayega, tera tazkara nahi ayega ***
kai ghatyon pe moheet hai,meri zindagi ki ye ye rahguzar
teri wapsi bhe hui agar, tujhay raasta nahin ayega
agar aiy dasht main jheel to, mujhay ehtiyat se phainkna
keh main barg-e-khushk hun, mujhay tairna nahi ayega
agar aiy din teri rah main, teri khoj main, teri chah main
yunhi qafala jo luta kiey, koi qafala nahi ayega
*** koi intizar ka faieda, meray yaar Be-dil ghamzada***
tujhay chor kar jo chala gaya, nahi ayega,nahi ayega
muncho
2
Re: tujhay chor kar jo chala gay'aa nahi aa'eyga nahi aa'eyga
kai ghatyon pe moheet hai,meri zindagi ki ye ye rahguzar
teri wapsi bhe hui agar, tujhay raasta nahin ayega
gud one
Re: tujhay chor kar jo chala gay'aa nahi aa'eyga nahi aa'eyga
nice dear ......................................
Re: tujhay chor kar jo chala gay’aa nahi aa’eyga nahi aa’eyga
nice :k:
Re: tujhay chor kar jo chala gay’aa nahi aa’eyga nahi aa’eyga

_dArd
9
Re: tujhay chor kar jo chala gay'aa nahi aa'eyga nahi aa'eyga
Wah
bOht KhOob
Tamam Shair Umda hAin
Aryaan
10
Re: tujhay chor kar jo chala gay'aa nahi aa'eyga nahi aa'eyga
Very Nice Koyal...
Re: tujhay chor kar jo chala gay’aa nahi aa’eyga nahi aa’eyga
beautiful.. 
saddish.. but very klose to reality.. janay walay aa bhi jayen to mukammal taur pe nahi atay..