Tujh se haarain kay tujhay maat karain

**Tujhse haraein k tujhay maaat karain **
**tujhse khushbo k marasim hain tujhse kaise kahain **
**meri soochoon ka ufak teri mohabbat ka fasoon **
**meray jazboon ka dil teri inayat ki nazar **
**kaise khawaboon k jazeeron ko hum ta raaj karain **
**tujhe ko bhool k kaise yaad karain **

**ab koi aur nahi meri tamana ka dil **
**ab to baqi hi nahi kuch ,jisay barbaad karain **
**teri taqseem kisi tor humain manzoor na thi **
**phir sar zam jo aaye to thee daman aaye **
**chun liya dard maseeha **
**teri dil dar nagahi k ghoz **
**hum ne jee har day lut bhi gaye **
**kaise mumkin hai bhala **
**khud ko teri sehar se azad karain **
**tujhe ko bhoolain k tujhey yaad karain **

**iss kadar sahal nahi meri chahat ka safar **
**hum ne kaantay bhi chunay roh k azad bhi sahay **
**hum se jazboon ki shara ho na saki kya kartay **
**bas teri jeet ki khawahish ne kiya hum ko nidhaal **
**ab iss sooch mein guzrain gay may vasaal maray **
**tujse harain k tujhey maat karain **

Re: Tujh se haarain kay tujhay maat karain

*iss kadar sahal nahi meri chahat ka safar
hum ne kaantay bhi chunay roh k azad bhi sahay *

*hum se jazboon ki shara ho na saki kya kartay *
*bas teri jeet ki khawahish ne kiya hum ko nidhaal *
*ab iss sooch mein guzrain gay may vasaal maray *
*tujse harain k tujhey maat karain *

nicee<!-- / message -->

Re: Tujh se haarain kay tujhay maat karain

buhut khoob :)

Re: Tujh se haarain kay tujhay maat karain

Boht khoob :)

Re: Tujh se haarain kay tujhay maat karain

thanks both of u

Re: Tujh se haarain kay tujhay maat karain

Very nice :k:

Re: Tujh se haarain kay tujhay maat karain

thanks prince

Re: Tujh se haarain kay tujhay maat karain

Good choice!