Tujh say pass-e-wafa na howa
Hum say phir bhi tera gila na howa
aisay bigray k phir jafa bhi na ki
dushmani ka bhi haq ada na howa
kuch ajab cheez hai woo chashm-e-siyaah
teer jis ka kabhi khata na howa
Tum jafa kaar thay, karam na kiya
may wafa daar tha, khafa na howa
haief hai us ki badshahi par
teray kochay ka jo gad’a na howa
chir gayee jab Jamal-e-yaar ki baat
khatam ta daier silsila na howa
Qa’ani-e-Ranj-e-ishq tha hasrat`
Aiesh-e-duniya say aashnaa na howa
Re: Tujh say pass-e-wafa na howa!!!
Tujh say pass-e-wafa na howa
Hum say phir bhi tera gila na howa
aisay bigray k phir jafa bhi na ki
dushmani ka bhi haq ada na howa
yani ghaas daalna hi chor di 
Re: Tujh say pass-e-wafa na howa!!!

Re: Tujh say pass-e-wafa na howa!!!

Diva
5
Re: Tujh say pass-e-wafa na howa!!!
Dou kashtiyon kay savaar ...
LP
6
Re: Tujh say pass-e-wafa na howa!!!

Nain
7
Re: Tujh say pass-e-wafa na howa!!!
yahan sun glasses ka zikr hua hai 