Koyal
1
***
diN guzar gaya aitbaar meiN
raat kat gayee intezaar meiN
wo maza kahan vasal-e-yaar meiN
lutf jo mila intezaar meiN !
unki ik nazar kaam kar gayee
hosh ab kahaN hosh-e-yaar meiN
meray kabzay meiN kaaynaat hai
meiN hun aapkay ikhtayaar meiN
aankh to uthi phool ki taraf
dil ulaj gaya husn-e-khar meiN
tujh say kya kahiN kitnay gham sahey
humnay be-wafa teray pyaar meiN
fiker-e-aashiyan har khizaN ki
aashiyan jala har bahaar meiN
Azad
2
To aap ka gala ghum sehnay ki waja say kharab rehta hay. hummmm
Daagh
3
Re: tujh say kya kahiN kitnay gham sahey
[QUOTE]
Originally posted by Koyal: *
**
meray kabzay meiN kaaynaat hai
meiN hun aapkay ikhtayaar meiN
tujh say kya kahiN kitnay gham sahey
humnay be-wafa teray pyaar meiN
[/QUOTE]
bahot achche Koyal jee :D
Koyal
7
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
To aap ka gala ghum sehnay ki waja say kharab rehta hay. hummmm
[/QUOTE]
nahi falto batiN karnay ki waja se...:-|
Koyal
8
Re: Re: tujh say kya kahiN kitnay gham sahey
ye kaaynaat ap k qabzay main kesay chalie gaye sallu g..un k ami abu ko maloom para na tu phir 
hmmm koyal itni achi nahi hia 
Azad
9
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
nahi falto batiN karnay ki waja se...:-|
[/QUOTE]
Haan Falto Log
Koyal
13
thanks khamosh...dost..SB...cute...:)
Koyal
14
anghootha dekhnay ka thanks loGo…
Koyal
18
[QUOTE]
*Originally posted by MANAN: *
Bhuhat khoob
[/QUOTE]
thanks..:)