Nahi mumkin ke mujh say mulaqaat na karo
rehnay do choro aisee baat na karo
kuch to apna bhi qasoor hooa karta hay
her shikast ka bahana-e- halaat na karo
laot kar na aae ga hay dil ye aawara
yoon is ko kissi kay saath na karo
kuch to yadoon se teri farar chahiye hamein
is tarha to paraishaan her raat na karo
main to ab bhi wohi hoon kiya poochtay ho
kuch paraishaan hoon ziyada sawalat na karo…
Apne tanhaye mere naam per aba d kere
Apne tanhaye mere naam per aba d kere
koun hoga jo mujhe us ki therhan yaad kere
Dil ajab sheher hai jis per bhi khila der is ka
Wo musafer ise her simt se berbad kere
Apne Qatel ki zahant se pareshan hoon main
ROz ik moot nye terz ki Iejad kere
Itna heran hoon Mere Be-talabe ki agyee
WAA Qafes main koi DER khud mera SAYAAD kere
Soch rakhna bhi Jaraim main hai shamil ab tu
Wo he masoom hai Her baat per jo FaRhAn kahe
Us KI Muthe Main Bohot Rozz Raha Mera Wujood
Mere SAher Se KAho Ab Mujhe AZad Kere
~~Kaisay kahoon k apna bana lo mujhey~~
Kaisay kahoon k apna bana lo mujhey
bahoun mein apni sama lo mujhey
Bin tumharey aik pal bhi ab kat-ta nahin
Tum aa ker mujhi say chura lou mujhey
Zindagi tou woh hai sang tumharey jo guzrey
Dunya kay gamoun say ab chupa lou mujhey
Meri sab say gehri khuwahish hou puri
Tum agar pass apnay bula lou mujhey
Yeh kaisa nasha hai jou behka raha hai
Tumhari hoon mein tou sambhalo mujhey
Najanay phir kaisay guzrey gi zindagani
Agar apnay dil say kabhi tum nikalo mujhey
AIK BAR TU MIL
Ju Guftani Nahin Woh Baat B Suna Don Ga
Tu Aik Bar Tu Mil Sab Gilay Mita Don Ga
Mayre Khamosh Nigahon Ko Chashm_E Kam Say Na Dhaik
Main Roo Para Tu Dil K Tabak Hila Don Ga
Yonhi Udas Raha Main Tu Dhaikna Aik Din
Tamam Shayhir Main Tanhayaan Bicha Don Ga
Bulaon Ga' Na Milon Ga' Na Khat Likhon Ga Tujay
Tayre Khushi K Leyay Khud Ko Ye Saza Don Ga
Woh Dard He Na Raha Warna Aay Matah_E Hayat
Mujay Guman B Na Tha' Main Tujay Bhula Don Ga
Tujh say doori main jism-o-jaan bikher jatey hain
Tujh say doori main jism-o-jaan bikher jatey hain
kehkashan hotey huay hum andhayron main nazar aatey hain
Na janay kon hay jo saaya bana phirta hay
Kabhi kabhi sochtey hain to bohat der jatay hain
Kya karain is dil-e-bayqarar kay cherhtey utertey khumar
Aap ki aaghosh main din raat sanwer jatay hain
Jitna chupaoon duniyaan say main piyar ka neela mausam
Utney hi mere khawab aankhon main ubher aatey hain
Chalain to kis tarah sehra ki tapti rait per
Kya khabar thi mohabbat main aisay bhi safar aatey hain
Daykheen jo gayii waqt ki mohabbatain hum nay sanum
Un kay tasawur main had say guzer jatay hain
Hota hay jahan pay her shaam jalta sooraj ghuroob
Usi wadee main kabhi hum bhi uter jatay hain
Jis nay diya sab ko day ga tumahin shaiki
Suchay dil kay jazbay haqeeqat main asar laatey hain