Tujh ko dekha

Re: Tujh ko dekha

BF:

toujh ko dekha tou khayal aya
tujhay baray dil ka maalik paya

KK:

toujh ko dekha tou khayal aya
duck kay sar par cap kahaN say aya :p

Re: Tujh ko dekha

tujh ko dekha tu kheyal ayah

Ghadhoo nay ajj dhamal uthayah :hehe:

Re: Tujh ko dekha

tujhay deykha tou yeh khayal aya
yeh janwaar bhai aaj insanoun may kahan say aya

Re: Tujh ko dekha

evilmastermind sister app kay leyah arzz hai .

tujh ko dekha tu kheyal ayah .

mari bahan kay dil mai meray leyah kia sawal ayah :smack:

Re: Tujh ko dekha

tujh ko dekha tou khayal aya
janwar meray peecahay haat dho kar par gaya

Re: Tujh ko dekha

tujh ko dekha tu kheyal hai * aa imran *

kay abb say pahlay sitaro mai bus rahay ha kahe ,

tujhay zameen par bulayah geyah hai kis kay leyah :mad3:

Re: Tujh ko dekha

toujh ko dekha tou khayal aya
mujhay zammeN pay bulaya gaya hai GS kay liay

Re: Tujh ko dekha

ImranQ now u r talking . . . . manay sahe kaha nah Michel jackson wali baat , . .. . . GS is also a guy . . . . . . tuba hai , yah app jesay murdo ko kia hota jaa raha hai :smack: jab appsay mila tha tu app kahe say is tarha kay nahi lagay :frowning:

khair anywaz back to thread.

tujh ko dekha tu kheyal ayah
kay Gupshup par kaha say ImranQ ka chera murjhayah .

Re: Tujh ko dekha

tujhay deakha to khayaal aaya
yeh to GS hai.. janwar kahan se aaya? :konfused: :stuck_out_tongue:

Re: Tujh ko dekha

tujh ko dekha tu kheyal ayah

janwar jaha say bhi ayah , app ko kis nay bulayah :konfused:

Re: Tujh ko dekha

tuhj ko dekha tou yeh dekha ka
k aap meri bhain k insult ker rai hai

achi baat hai

:P

Re: Tujh ko dekha

tujh ko dekha tu kheyal ayah .

is zindage mai kitna haseen chera nazar ayah :)

Re: Tujh ko dekha

tujh ko dekha tou yeh khayal aya

k aap nai abhi mera chera dekha he kaha

LOL

Re: Tujh ko dekha

tujh ko dekha tu kheyal ayah .

kay cheray dekh kay khoobsoorti ke measurment nahi karni chayeah balkay us kay kirdar ke akasi kar kay us kay roop ko dhala jana chayeah :blush:

Re: Tujh ko dekha

that was bloody brilliant

btw thank u

tujh ko dhekha tou yeh khayal aya k

merai well wisher or acha ho he nahi suktha

Re: Tujh ko dekha

tujh ko dekha tu yah kheyal ayah

zindage dhoop tum ghanaa sayah :blush:

Re: Tujh ko dekha

tujh ko dekha tou yeh khayal aya

ke mujhe or khyal nahi arai hai aap na itni achi baat jo bol di

;P

Re: Tujh ko dekha

tujh ko dekha tu kheyal ayah .

chup ho kar bhi humhara dil sab kuch sumhaj payah :)

Re: Tujh ko dekha

tujh ko dekha tu yah kheyal ayah .

abb ijazat lenay ka waqat kareeb ayah :)

p.s zindage rahe tu phir app say chit chat ho ge . . . or hai maray mazak par app mind nahi karna . bye

Re: Tujh ko dekha

tujhey deakha to khayaal aaya
zoo se naya janwar aaya.. :p