Tujh ko dekha

Re: Tujh ko dekha

teri baat sunn ke sochti hoon mein
tum pe kaun sa ilzaam kisi ne jhoota lagaya??

Re: Tujh ko dekha

tujhey dekha tou yeh khayal aya
ke dost mera roza khul na wala hai :p

Re: Tujh ko dekha

oh haan
tera sher dekha tu yeh khayal aaya....
tera shukriya tu ne mujhay yaad dilaya
:)

Re: Tujh ko dekha

tujh ko dekha tu kheyal ayah .

kay samandar mai toffan ayah :p

Re: Tujh ko dekha

toujh ko dekha tou khayal aya
PM ka jawab nahi aaya

Re: Tujh ko dekha

tujhko dekha tu yeh khayal aaya
pm ka jawab tu mein ussi wakt de tha diya

Re: Tujh ko dekha

tujhko dekha tu yeh khayal aaya
per neya 2nd thoughts wala nahi aya

Re: Tujh ko dekha

dobara bhejnay ki koshish ki tu yeh maloom para
apka inbox full hai, usski safai kijiye lillah

Re: Tujh ko dekha

tujh ko dekha tu kheyal ayah ,

abey shalwar ke jhaga dhooti mai koun bhagta ayah :smack:

Re: Tujh ko dekha

tujhko dekha tu yeh khayal aaya
inbox may ab aap kay liay jaga may nay banaya

Re: Tujh ko dekha

^ lol

Re: Tujh ko dekha

toujh ko dekha tou khayal aya
why 2nd thouths mind may aya
(3 PM)

Re: Tujh ko dekha

abhi msg box dekha tu yeh khayal aaya
woh msg pehlay dikh nahee paya

Re: Tujh ko dekha

abhi msg box dekha tu yeh khayal aaya
ab masla samajh may aaaya .. MBA acha idea aaya

Re: Tujh ko dekha

tukh ko dekha tu kheyal ayah

humnay dhooti ko phar kar roomal banayah :hehe:

Re: Tujh ko dekha

tukh ko dekha tu kheyal ayah . . . .

abey oyee tu itne dair say kyun khana lay kar ghar ko ayah :mad3:

Re: Tujh ko dekha

tuj ko dekha tou yeh khayal aya
ke maina eik nayai dost banaya

;P

Re: Tujh ko dekha

tujh ko dekha tu kheyal ayah .

tumnay mujh ko doost bana kar sawab kamayah :)

Re: Tujh ko dekha

tuh ko dheks tou yeh khayal aya
ke agar mei apni wapis dosti leilo tou kya hoi ga? :D

Re: Tujh ko dekha

tujh ko dekha tu kheyal ayah .

tumnay doost bana kar dil ko dukhana hai

  • dost ban kar wafa kay rasto par hum asay chal paray *

  • nah zindage ke sar dhoop or nah raat ke lipte chadar *

  • bus yo chal deyah kay aik samandar or aik sagar *

:blush:

ALLAH app ko khoosh rakhay . . . Fajar timing . . .. . .

Ijazat

app ke DUA ka talabgar

(Janwar)