Tujh ko dekha

Re: Tujh ko dekha

tujhey dekha tou yeah khayal aya
ke merai best friend mujhey mil gaya
;P

Re: Tujh ko dekha

Waqai :blush:

i am so very much touched by this humble remark of yours… :hug:

tujhey dekha tou yeah khayal aya
meri best friend ka hello aya

Re: Tujh ko dekha

tujhey dheka tou yeh khayal aya
k manai be aapnai dost ko salm kiya

:P

Re: Tujh ko dekha

tujhey dheka tou yeh khayal aya
dost kia haal hai tera.. tounay nahi bataya

Re: Tujh ko dekha

tujh ko deakha to khayaal aaya..

:konfused:

2 b continued.. :stuck_out_tongue:

Re: Tujh ko dekha

:wave:

tujhey dheka tou yeh khayal aya
shaitan ki khala … khalo ban kay aya

Re: Tujh ko dekha

:wave: :smiley:

next.. :smiley:

Re: Tujh ko dekha

:bailan:

next :smiley:

Re: Tujh ko dekha

mujhe nahi aati..:frowning:

next :bummer:

Re: Tujh ko dekha

tujhey dheka tou yeh khayal aya
shaitan aaya aur bhaag gaya

Re: Tujh ko dekha

tujhko dekha tu yeh khayal aaya
tumhein meray peechay kis shaitaan ne lagaya??

Re: Tujh ko dekha

tujhko dekha tu yeh khayal aaya
mujh pay mohabbat ka bhoot chaya :blush:

Re: Tujh ko dekha

tujkko dekha tu yeh khayal aaya
mein tumhein nazar aai...tum ne chashma kiyun lagaya??

(na lagatay tu meri shamat na aati;)

Re: Tujh ko dekha

tujkko dekha tu yeh khayal aaya
mujhay pay ishq tumhara sawar ho kay aya

Re: Tujh ko dekha

tujhko dekha tu yeh khayal aaya
khuda ne tujhay kis matti se banaya

Re: Tujh ko dekha

tujhko dekha tu yeh khayal aaya
mujhay tujhay PM karnay ka khayal aya

Re: Tujh ko dekha

tujhko dekha tu yeh khayal aaya....
tumharay pm ka jawab doon ke na doon;)

Re: Tujh ko dekha

tujhko dekha tu yeh khayal aaya....
shukria kay mujhay jawab inayat farmaya
hazoor ko mujh pay reham aya
aap nay mejh pay karam afarmaya

Re: Tujh ko dekha

tujhko dekha tu yeh khayal aaya
tujh pe piyar tu nahee thora reham aaya
iss liye mein ne jawab inayat farmaya
ab iss k dil mein kisi aur ka khayal daal aye khudaya

Re: Tujh ko dekha

tujhko dekha tu yeh khayal aaya
nahi aisa nahi ... mujh pay jhoota ilzam aya